HASI LYRICS (Female) – Hamari Adhuri Kahani |Shreya Ghoshal |Emraan Hashmi |Shreya Ghosal



Movie : Hamari Adhuri Kahani
Singer: Shreya Ghoshal
Music: Ami Mishra
Lyrics: Kunaal Vermaa


Hasi (Female) Lyrics:

Haan aa o…

serif;">Main jaan ye vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon (x2)

Saari hadein maine meri, ab maine tod di
Dekar mujhe pataa awaargi ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

Aa o… aa…

Kya khoob Rab ne kiya
Bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan
Hum kaafiron ko Khuda (x2)

Hasratein ab meri tumse hai jaa mili
Tum duaa ab meri aakhiri ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

O…
aa… o…



TAGS:Hamari Adhuri Kahani, Vidya Balan, Emraan Hashmi, Shreya Ghoshal, Ami Mishra.

Post a Comment

0 Comments